Album Blurred Banner Image

Geet Gata Hoon Main Song

Album : Lal Patthar
Singer : Kishore Kumar
Lyricist : Dev Kohli
Music Director : Shankar-Jaikishan
Star Cast : Hema Malini, Raaj Kumar, Rakhee Gulzar, Vinod Mehra

Added to Cart Added to Cart
ADD

Geet Gata Hoon Main Song Lyrics

geet gata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hasne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hasne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
isliye ab sada muskurata hu mai

ye mohabbat ke pal kitne anamol hai
kitne phulo se nazuk mere bol hai
ye mohabbat ke pal kitne anamol hai
kitne phulo se nazuk mere bol hai
sab ko phulo ki mala pahnata hu mai, muskurata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hansne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hansne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
isliye ab sada muskurata hu mai

roshani hogi itani kise thi khabar
mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
roshani hogi itani kise thi khabar
mere man ka ye darpan gaya hai nikhar
saaf hai ab ye darpan dikhata hu mai, muskurata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hansne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
geet gata hu mai, gungunata hu mai
maine hansne ka vada kiya tha kabhi
isliye ab sada muskurata hu mai
isliye ab sada muskurata hu mai





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add