Album Blurred Banner Image

Tere Bin Dil Dhadakta Hai Song

Album : Insaaf Ka Khoon
Singer : Asha Bhosle,Vinod Sehgal
Lyricist : Munsif
Music Director : Hansraj Behl

Added to Cart Added to Cart
ADD

Tere Bin Dil Dhadakta Hai Song Lyrics

takra ke aayi teri sada
in pahado se in nazaro se
tu aa, tu aa, tu aa
gale lag ja
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tu aa ja, tu aa ja
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai

nazar se dur dharti aasma
bhi roj milte hai
unhe jab dekhti hu to
mere arma machalte hai
mere arma machalte hai
meri har saans ka deepak
teri raaho me jalta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai

ye panchhi ja rahe hai apne apne pyar se milne
bata de tu kahan hai main bhi aau yaar se milne
main aau yaar se milne
ke sagaar ab to pyar ka kinaro se uchhalta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tere bin dil dhadkta hai

sharabi jaise kho jaye koi madira ke payalo me
sharabi jaise kho jaye koi madira ke payalo me
main har pal khoya rahta hu
tere rangi khayalo me
tere rangi khayalo me
bechaini aur badh jati jai jab ye suraj dhalta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai
tere bin dil dhadkta hai
tu aa ja dil tadapta hai





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add