Album Blurred Banner Image

Satyam Shivam Sundaram-part 1 Song

Album : Satyam Shivam Sundaram
Singer : Lata Mangeshkar
Lyricist : Pt. Narendra Sharma
Music Director : Laxmikant-Pyarelal
Star Cast : Zeenat Aman

Added to Cart Added to Cart
ADD

Learn to sing this song on

  • Download the app

Satyam Shivam Sundaram-part 1 Song Lyrics

Ishvar satya hai
Satya hii shiv hai
Shiv hii sundar hai
Jaago uth kar dekho
Jiivan jyot ujaagar hai
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram
Sundaram
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram


Ishvar satya hai
Satya hii shiv hai
Shiv hii sundar hai
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram


Raam avadh men
Raam avadh men kaashii men shiv kaanhaa vrindavan men
Dayaa karo prabhuu dekhuun in ko
Dayaa karo prabhuu dekhuun in ko
Har ghar ke aangan men
Raadhaa mohan sharanam
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram


Ek suuryaa hai
Ek suuryaa hai ek gagan hai ek hii dharatii maataa
Dayaa karo prabhuu ek banen sab
Dayaa karo prabhuu ek banen sab
Sab kaa ek se naataa
Raadhaa mohan sharanam
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram


Ishvar satya hai
Satya hii shiv hai
Shiv hii sundar hai
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram


Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram
Satyam shivam sundaram.





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add