Album Blurred Banner Image

Pyar Ko Ho Jane Do Song

Album : Dushman
Singer : Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Uttam Singh
Star Cast : Kajol, Sanjay Dutt

Added to Cart Added to Cart
ADD

Pyar Ko Ho Jane Do Song Lyrics

Pyar ko ho jane do
Pyar mein kho jane do
Aaitbaar kiska hai
Intezaar kiska hai
Abhi na hua to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do
Pyar mein kho jane do
Aaitbaar kiska hai, intezaar kiska hai
Abhi na hua to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do…


Pyar ke beech mein
Hum nahin aayenge
Jis taraf le gaya dil
Chale jayenge, chain sa aa gaya
Yoon laga dil gaya
Abhi na gaya to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do
Pyar mein kho jane do
Aaitbaar kiska hai
Intezaar kiska hai
Abhi na hua to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do…


Mujhko aankhoon se
Dil mein utar jane do
Kuch bigad jane do
Kuch sawar jane fo
Ek bhana bane, ek fasana bane
Abhi na bana to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do
Pyar mein kho jane do
Aaitbaar kiska hai, intezaar kiska hai
Abhi na hua to phir
Kabhi nahin kabhi nahin


Pyar ko ho jane do…
Aaj kal phir kabhi
Phir kabhi baad mein


Baat reh jayegi
Yaad hi yaad mein
Saawan ki is pehli barsaat mein
Sab dekh lein sapnay ek raat mein
Kaat jaaye na zindagi
Ek hi mulakaat mein
Aawaz do hamko
Hum kho gaye…


Kab neend se jaage
Kab so gaye


Mar jayeenge hum agar
Door tumse ho gaye
O jo nahin hai kaha
Jo nahin hai kiya
Abhi na kiya to phir
Kabhi nahin kabhi nahin
La la la
La la la la la
La la la
La la la la la
La la la
La la la la la la…





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add