Album Blurred Banner Image

Muft Ka Chandan Song

Album : Lootcase
Singer : Romy,Shreyas Jain,Pinky Maidasani
Lyricist : Shreyas Jain
Music Director : Rohan-Vinayak
Star Cast : Kunal Khemu, Rasika Dugal

Added to Cart Added to Cart
ADD

More songs from this album

Muft Ka Chandan Song Lyrics

Song: Muft Ka Chandan - Lootcase


Last time poonch raha hun….
Kiska suitcase hai?

Kiska suitcase hai?

Tu...dhoke se ghus ke jharokhe mein dooje ke setting ko pappi liya?

Kyun...hawa mein teetar sa udata teer pakad ke tu pange liya?

Chu... kitna bada tu yaar

You...are a thakela piya

Thoo...Jaa pehle raita phailaya hai toone jo usko samet ke aa.

Nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda nanda

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Bol re chote tujhko kya mila...
Dhoti se chaddi ho gaya maamla.

Muft ka chandan, nanda nandana

Paise ki yaari hai tez katari,
Sabke nahi bas ki yeah duniyadari,
le ke udhaari tujhko kya mila…?
Dhoti se chaddi ho gaya maamla…

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana

nandan nandana… nandan nandana…

Toh kya karta main?
Kabtak bhookha marta main?
Bhagwaan ka baat mat kar?
Gareeb hu, nahi darta main.

Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya

Equus africanus asinus. Matlab GADHA. Gadhe ke jaisa mat ga

Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya
Crazy piya toone ye kya kiya, khali phokat angeethi mein muh de diya

Race mein daude andhe ghode
Phokat mein tal gaye tere pakode
Kar ke sawari tujhko kya mila…ah ah ah ah…
Dhoti se chaddi ho gaya maamla.

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
nandan nandana…

Mufat ka paisa, pachega kaisa
Popat nachega, bandar ke jaisa

Ajoo main maamu…baju main bhai…
Cobra pit main kyu? Lungi uthai…?
Justifie tujhko kya mila….ah ah ah…
Dhoti se chaddi ho gaya maamla.

Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Muft ka chandan, ghis ghis ke nandan nandana
Chandana nandana…nandan nandana…
Chandana nandana…nandan nandana…

Ab agar Nat Geo subscribe nahi kiya na…toh mera aatma tereko haunt karega haunt….kya karega…Haunt…





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add