Album Blurred Banner Image

Main Na Bhoolunga (Sad) Song

Album : Roti Kapada Aur Makaan
Singer : Lata Mangeshkar,Mukesh
Lyricist : Santosh Anand
Music Director : Laxmikant-Pyarelal
Star Cast : Shashi Kapoor, Zeenat Aman, Manoj Kumar

Added to Cart Added to Cart
ADD

Main Na Bhoolunga (Sad) Song Lyrics

mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga

samay ki dhaara me
samay ki dhaara me umar bah jaani hai
jo ghadi ji lenge
jo ghadi ji lenge, wahi rah jaani hai
mai ban jaau saans aakhari
mai ban jaau saans aakhari, tu jivan ban ja
jivan se saanso ka rishta, mai na bhulungi
mai na bhulungi
mai na bhulungi, mai na bhulunga

barasta saawan ho, mahakta aangan ho
kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho
gagan ban kar jhume, pawan ban kar ghume
chalo raahe mode, kabhi na sang chhod e
kahi pe chhup jaana hai, najar nahi aana hai
kahi pe bas jaayenge, yeh din kat jaayenge
are kya baat chali, woh dekho raat dhali
yeh baate chalti rahe, yeh raate dhalti rahe
mai man ko mandir kar daalu, tu pujan ban ja
mandir se puja ka rishta, mai na bhulunga
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add