Album Blurred Banner Image

Kitna Pyara Hai Song

Album : Swarg Se Pyara Ghar Hamaara
Singer : Kavita Krishnamurthy,Mohammed Aziz
Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Laxmikant-Pyarelal

Added to Cart Added to Cart
ADD

Kitna Pyara Hai Song Lyrics

kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
apne sapno ka mandir hain, ye apna ghar hain
ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
apne sapno ka mandir hain, ye apna ghar hain
ho ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain

is ghar me rahne waalo par, is ghar me rahne waalo par
teri kripa rahe bhagwaan, ho teri kripa rahe bhagwaan
ye deep bujha na paaye, koi aandhi koi tufaan
koi aandhi koi tufaan
har sukh jivan ka, is ghar ke andar hain
ho har sukh jivan ka, is ghar ke andar hain
apne sapno ka mandir hain, ye apna ghar hain
kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain

gujare saara jivan, is jannat ke saaye tale
ho is jannat ke saaye tale
hanste gaate soye jaage, ham is chhat ke saaye tale
hanste gaate soye jaage, ham is chhat ke saaye tale
is chhat ka saaya, pyaar ka ambar hain
ho is chhat ka ho, saaya pyaar ka ambar hain
apne sapno ka mandir hain, ye apna ghar hain
kitana pyaara hain, kitana sundar hain
ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
ho kitana pyaara hain, ho kitana sundar hain
ho kitana sundar hain





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add