Album Blurred Banner Image

Khawaja Mere Khwaja Song

Album : Kachhi Sadak
Singer : Adnan Sami
Lyricist : Prabha Thakur,
Music Director : Uttam Singh
Star Cast : Mithun Chakraborty, Rahul Singh, Rahul Dev

Added to Cart Added to Cart
ADD

Khawaja Mere Khwaja Song Lyrics

Naseeb walo ko ajmer bulate khawaja
Nek bando pe apna rahem lutaate khawaja
Muinudeen ke dar pe koi na chhota na bada
Jo hai insaan bada usko chaahte khawaja

Khawaja mere khawaja
Ae khawaja
Aaye tere dar pe
Ae khawaja
Har mulk aur majhab ke
Insaa shoharat teri
Sun ke ae khawaja
Ek nur-e-illahi hai khawaja
Eh-shaan khudai hai khawaja
Ek khuda ki nemat duniya ko
Us rab ki gawahi hai khawaja
Khawaja mere khawaja
Ae khawaja
Aaye tere dar pe
Ae khawaja
Har mulk aur majhab ke
Insaa shoharat teri
Sun ke ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja

Ho tu nawazish karna
Jholiya bhar dena
Hai hamari binti ardaas sun lena
Khawaja
Aaye tere dar pe
Dur se hum chal ke
Mannate hum sab ki tu puri kar dena
Akiddat ki chaadar hum chadhane aaye hai
Tere dar pe sar ko hum jhukane aaye hai

Hai banda parvar
Tu khawaja
Duniya ki sikandar
Tu khawaja
Ab arj hamari sun le ke
Apna bhi mukadaar tu khawaja
Ek nur-e-illahi hai khawaja
Eh-shaan khudai hai khawaja
Ek khuda ki nemat duniya ko
Us rab ki gawahi hai khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja

Khawaja mere khawaja
Khawaja mere khawaja
Khawaja mere khawaja

Tu ali hai khawaja
Bandagi hai khawaja
Jaanti hai duniya
Chishti ka kyaa kehna
Hum sawali tere
Hum bhikhari tere
Hum hai tere khaadeem
Dar pe tere rahna
Tu hamari zindagi aabad kar dena
Hai fali tu apna beda paar kar dena

Ho kar yaha par
Kar yaha par
Kar yaha par gunaah se tauba
Kisi bekas ki aah se tauba
Kisi ka dil dukha ke haasil ho
Aisi har ek chaah se tauba

Tauba tauba tauba
Tauba meri tauba
Tauba
Tauba tauba tauba
Tauba kije tauba
Tauba gunaho se tauba
Tauba un chaaho se tauba
Bhatka de manzil se apni
Taub un raaho se tauba
Kisi ka dil dukha ke haasil ho
Aisi har ek chaah
Aisi har ek chaah
Aisi har ek chaah se tauba

Ab chaahenge tujh ko khawaja
Teri har chaahat ko khawaja
Sab jante hai uska jalwa
Wo janta hai sab ko khawaja
Ek nur-e-illahi hai khawaja
Eh-shaan khudai hai khawaja
Ek khuda ki nemat duniya ko
Us rab ki gawahi hai khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Ae khawaja
Mere khawaja
Ae khawaja





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add