Album Blurred Banner Image

Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Song

Album : Resham Ki Dori
Singer : Suman Kalyanpur
Lyricist : Indiwar
Music Director : Shankar-Jaikishan
Star Cast : Dharmendra, Chand Usmani

Added to Cart Added to Cart
ADD

Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Song Lyrics

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai


Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai


Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar baandhaa hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai


Sundarata me jo kanhaiya hai
Mamata me yashoda maiya hai
Wo aur nahi dujaa koi
Wo to mera raja bhaiya hai


Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai


Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai


Meraa phul hai tu, talvar hai tu
Meri laaj ka paharedar hai tu
Mai akeli kahan is duniya me
Mera saraa sansar hai tu


Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar bandha hai


Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai


Hame dur bhale kismat kar de
Apane man se na juda karana
Sawan ke pawan din bhaiya
Bahana ko yaad kiya karana


Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar baandha hai


Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai.





90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add