Home

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Song

Album : Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko - Shirley Setia
Singer : Shirley Setia
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Music Director : Abhijit Vaghani

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Song Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
(Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein)-2
Tum mere ho, tum mere ho
Aaj bas itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam

Top Albums by Artistes