Home

Koi Hota Jisko Apna Song

Album : Mere Apne
Singer : Kishore Kumar
Lyricist : Gulzar
Music Director : Salil Chowdhury
Star Cast : Meena Kumari, Vinod Khanna

Koi Hota Jisko Apna Song Lyrics

koi hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro
paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

aankho me nind na hoti, aansu hi terte rahte
kvaabo me jaagte ham raat bhar

koi to gam apnata, koi to saathi hota
koi hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro
paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

bhula hua koi vaada, biti hui kuchh yaade
tanhaai dohrati hai raat bhar

koi dilasa hota, koi to apna hota
koi hota jisko apna, ham apna kah lete yaaro
paas nahi to dur hi hota lekin koi mera apna

Top Albums by Artistes