Home

Jeevan Mein Tu Darna Nahin Song

Album : Khote Sikkay
Singer : Kishore Kumar
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Music Director : R.D. Burman
Star Cast : Feroz Khan

Jeevan Mein Tu Darna Nahin Song Lyrics

Jeevan me tu darna nahi
sar nicha kabhi karna nahi
himmat wale ko marna nahi, marna nahi
marna nahi, darna nahi

Jeevan me tu darna nahi
sar nicha kabhi karna nahi
himmat wale ko marna nahi, marna nahi
marna nahi, darna nahi

jeena hai to pyare tu ladna zindagi se
aandhi ho ya tufan na dabna kisi se
jag me tu aage hi badhna
pichhe kadam dharna nahi

Top Albums by Artistes