Home

Piya Aa Song Lyrics

Lyrics:

Be careful what you wish for Girl...Bhediya jab aata hai to Piya nahi Papa yaad aate hain...

Kab tak karu main tera intezaar
Aayega aayega leke tu pyaar
Piya Aa

Dil ye kare na kisi ki gulami
fir bhi meri jaan le meri salaami
dariya se moti chura leke aa tu
ishq ki de ja muje tu nishani

Ho.. Itni bhi der na karna
Itni bhi der na karna nishani
Dil aur koi deewana deewana piya
Piya Aa..

Top Albums by Artistes