Album Blurred Banner Image

Radha Rani Hamen Bhi Baata De Jara Song

Album : Aradhana
Singer : Charanjeet Singh Sondhi

Added to Cart Added to Cart
ADD

Radha Rani Hamen Bhi Baata De Jara Song Lyrics

Kaanhaa ki tasveer pe
Rakh ke raadhe haaaath
Kaanha ki tasveer
pe rakh ke raadhe haaath
Sachchi sachchi bolnaa
Ham poochee jo baaaaat
Bol baanke bikari laal ki
Raadha raani hame
Bhi bata de zara
Raadha raani hame
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise
Huaa saanvara raadhe raadhe hume
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise
HuaAa saanvara
Raadhe raadheee
Raadhe raadhe ratte har ghadi baavara
Raadhe raadhe
Ratte har ghadi baavara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara
Raadha raani hame
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise huaa saanvara
Tera deevana kaise
Hua saanvara
Tum na aaye to jamuna pe aata nahin
Tum na ho to ye bansi bajaata nahinn
Teri paani si lassi bhi has ke piye
Ham khilae to maakhan bhi khata nahin
Ham khilae to maakhan bhi khaata nahin
Jaadoo tooonaaaAaa
Jaadoo tona bata
Kaun sa hai kara
Jaadoo tona bata
Kaun sa hai kara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara
Raadha raani hame
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara tera deevaana kaise
Hua saanvara
Teri galiyo ke chakkar lagaane laga
Roj barsaane mein aane jaane lagaa
Chudi vaali kabhi mehndi vaali kabhi
Rup nis dinn naye ye banaane laga
Rup nis din
Naye ye banaane laga
De javaaaaAaab
De jawaab aaj tu solah aane khara
De jawaab aaj tu
Solah aane khara
Tera deevaana kaise
HuaAa saanvara raadha raani hame
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara tera deevaana kaise
Hua saanvara
Kal talak jo charanjeet ka meet tha
Jo nibhata sada preet ki reet thaa
Uski bansi tere geet gaane lagi
Jiski dhun mein likha maine har geet tha
Jiskee dhun mein
Likha maine har geet tha
Rah gayaaaaAaaa
Rah gaya prem mera
Dhara ka dhara
Rah gaya prem mera
Dhara ka dhara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara
Raadha raani hame
Bhi bata de zara
Tera deevaana kaise
Hua saanvara
Tera deevaana kaise
Hua saanvaraa
Raadhe Raadhe…

90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add