Album Blurred Banner Image

Patta Patta Boota Boota Song

Patta Patta Boota Boota Song Lyrics

Patta Patta Boota Boota Haal Hamara jaane hai
Patta Patta Boota Boota Haal Hamara jaane hai
jaane na jaane Gul hi na jaane baagh to sara jaane hai
Patta patta jaane hai
Charagari beemari-e-dil ki rasme shahre husn nahin
Charagari beemari-e-dil ki rasme shahre husn nahin
rasme shahre husn nahin
warna dilbar-i-nadaan bhi is dard ka chaara jaane hai
jaane na jaane Gul hi na jaane baagh to sara jaane hai
Patta patta jaane hai
Mehr-o-wafao lutf-o-inayat ek se wakhif in mein nahin
Mehr-o-wafao lutf-o- inayat ek se wakhif in mein nahin
ek se wakhif in mein nahin
aur to sub kuch tanzo kinaya ranzo ishara jaane hai
jaane na jaane Gul hi na jaane baagh to sara jaane hai
Patta patta jaane hai
Kya kya fitne sar par uske laata hai mashooq apna
Kya kya fitne sar par uske laata hai mashooq apna
laata hai mashooq apna
jis be dil betaab-o-tawaan ko ishq ka mara jaane hai
jaane na jaane Gul hi na jaane baagh to sara jaane hai
Patta patta jaane hai
Patta Patta Boota Boota Haal Hamara jaane hai
Patta patta jaane hai

90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add