Album Blurred Banner Image

Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha Song

Album : Karz
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar
Lyricist : Anand Bakshi
Music Director : Laxmikant-Pyarelal
Star Cast : Tina Munim, Simi Garewal

Added to Cart Added to Cart
ADD

Learn to sing this song on

  • Download the app

Ek Hasina Thi Ek Diwana Tha Song Lyrics

Romiyo juliyat laila
Majnu shiri aur farhaad
In ka sachaa ishq
Zamane ab tak hai yaad
Yaad muje aayaa hai
Ek aise dilbar ka naam
Jisne dhoka dekar
Nam e ishq kiya badnaam
Yahi hai sahebaan kahani pyaar ki
Kisine jaan li kisine jaan di


Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha
Ek hasina thi hasina thi
Ek deewani tha deewani tha
Kya umar kya sama kya zamana tha


Ek din woh mile roj milne lage
Ek din woh mile roj milne lage
Phir mohabbat huyi
Bas kayamat huyi
Kho gaye tum kaha
Sunke yeh dastan
Log hairan hain
Kyun ki anjan hain
Ishk ki woh gali baat jisaki chali
Uss gali me meraa aana jana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar thi kya sama
Tha kya zamana tha
Ek hasina thi ek deewani tha


Uss hasin ne kaha
Uss hasin ne kaha
Suno janewafa
Yeh falak yeh jamin
Tere bin kuchh nahi
Tujhpe marati hu
Mai pyar karati hu mai
Baat kuchh aur thi
Woh najar chor thi
Usake dil me chhupi
Chah daulat ki thi
Pyar kaa woh fakat ek bahana tha
Ek hasina thi ek deewani tha
Kya umar thi kya sama
Tha kya zamana tha
Ek hasina thi ek deewani tha


Bewafa yar ne apne
Mehbub se aisa dhoka kiya
Aisa dhoka kiya dhoka dhoka
Aisa dhoka kiya dhoka dhoka
Aisa dhoka kiya jaher usako diya
Dhoka dhoka dhoka
Dhoka jaher usako diya


Mar gaya woh jawan
Mar gaya woh jawan
Abb suno dastan
Janm leke kahi phir
Woh pahucha wahi
Shakl anjan thi akl hairan thi
Samna jab huwa
Samna jab huwa
Phir wahi sab huwa
Usape yeh karj tha
Usaka yeh farj tha farj
Ko karj apna chukana tha
La la la la la la la la la la
La la la la la la la la la la

90 sec preview Mere Khwabon Mein Dilwale Dulhania Le Jayenge
Added to Cart
Add